Delhi ke CM Arvind kejriwal ne jail se , jamanat par bahar aate hi , opposition party par chuna vi par haar kar ne shuru kar diya hai . Isse kadi mein aaj , Arvind kejriwal ne aaj apne party office par ek press conference ki . Aur kaha ki Abki baar agar Bjp party satta mein aayegi , toh Narendra modi ko Pm nahi banaya jayega . Balki kisi aur ko Bjp se Pm bana jayega .
Kon hoga naya Bjp party ka naya Pm face ?
Desh mein aaj kal lok sabha ka chuna vi par char jor o shoro par hai . Sabhi parties ne , apne manifesto janta ke samne pesh kar diye hai . Sabhi party ke candidates , sare desh mein daily rally kar rahe hai . Issi bich aaj kejriwal ne , delhi mein apni party ke office mein bulayi press conference mein , ek bhut bada khulasa kiya hai .Check out more trending updates :- click here 👈
Kejriwal ka kehna hai ki , agar bjp 2024 ke lok sabha election ko win karti hai toh hamare pm modi nahi hoge . Unhone bjp se next pm Amit shah banaye jayega , aisa byan diya hai . Aisa unhone isliye kaha hai kyuki , bjp party ke sabhi karya karto ko , age 75 saal hone par , party se retire kar diya jata hai . Aisha 75 saal retirement rule ki wajah se kiya jata hai . Ye rule sirf , bjp party mein lagu hota hai .
Amit shah is next Bjp Pm face ?
Kejriwal ne apne bhasan mein aage kaha ki , pm modi retire ho jayege agle saal aur agar ye chunav bjp jit gayi toh . Bjp amit shah ko desh ka pm bana degi . Unhone sabhi bjp karya karta se bhi appeal ki , aap ab ki baar vote narendra modi ko nahi , amit shah ko pm bana ne ke liye bjp ko dal rahe ho .Comment kar ke jarur bataiye , aapki kaya raye hai kejriwal ke iss byan ke baare mein . Aur aapko aise hi , daily political hal chal ki pal - pal ki updates chahiye toh hamare blog Trending Data Khabri ko daily read kare .
For Collab / Promotion mail us on :- Navijohiya@gmail.com 📧
Also you can contact us via our Instagram 📲
JAI HIND.